नज़र ना लगना

1. Rasule Khuda (saww): Nazar ka lagna ek haqeeqat hai. Pus, jab kisi biradar e Momin ki koi cheez achchi lage to Allah ka zikr kare...



1. Rasule Khuda (saww):
Nazar ka lagna ek haqeeqat hai. Pus, jab kisi biradar e Momin ki koi cheez achchi lage to Allah ka zikr kare, oos se koi nuqsaan na hoga.
(Tibb ul Aimma (as), p18)
2. Imam Sadiq (as):
Jis shakhs ko apne Momin bhai ki koi cheez achchi lage to 'Allahu Akbar' kahe, kyun ki nazar ka lagna ek haqeeqat hai. (Aur farmaya) Agar tumhare liye qabro'n ko khola jaaye to dekhoge ke aksar log nazar lagne ki wajah se mare hain, kyun ki nazar ka lagna ek haqeeqat hai.
(Tibb ul Aimma (as), p18)
3. Imam Sadiq (as):
(Nazar lagne se bachne ke liye) Ise padho aur likho aur lattka do: Surah Hamd, Mau'azatain (Surah Falaq aur Surah Naas), Surah Tauheed aur Ayatul Kursi….(aur ek Dua bhi taalim ki).
(Tibb ul Aimma (as), p18)


Related

ahadith 4795014422146514786

Post a Comment

emo-but-icon

Follow Us

Hot in week

Recent

Comments

इधर उधर से

Comment

Recent

Featured Post

नजफ़ ऐ हिन्द जोगीपुरा का मुआज्ज़ा , जियारत और क्या मिलता है वहाँ जानिए |

हर सच्चे मुसलमान की ख्वाहिश हुआ करती है की उसे अल्लाह के नेक बन्दों की जियारत करने का मौक़ा  मिले और इसी को अल्लाह से  मुहब्बत कहा जाता है ...

Admin

item