CONSTIPATION, DIARRHEA & DIGESTION

QABZ, DAST & HAAZMA (CONSTIPATION, DIARRHEA & DIGESTION) Imam Reza (as): Subah ke waqt ek pyaali garm paani mein 1 chamc...



QABZ, DAST & HAAZMA (CONSTIPATION, DIARRHEA & DIGESTION)

Imam Reza (as):
Subah ke waqt ek pyaali garm paani mein 1 chamcha (chai-wala) Shahed (one tea-spoon honey) ghol-kar peene se Qabz (kabajiyaat / constipation) duur ho jaata hai.
(Tibb e Imam Reza (as), p54)

Imam Reza (as):
Anjeer (fig) qabz (constipation) ke liye faayde-mand hai. Ise khao.
(Tibb ul Aimma (as), p89)

Imam Reza (as):
Jis shakhs ko As'haal (Diarrhea / Loose Motion / Dast / Jhaada) ka marz ho usay Chaawal ki Roti khilao ke aise beemar ke peyt mein aisi koi cheez daakhil nahi hoti jo is se zyada fayda baksh ho.
(Wasaail ush Shia, v17, p39)

Imam Sadiq (as)
Paneer ek achchi giza hai kyun ki ye mu'nh ko paak karti hai aur mu'nh ki boo (smell) ko khatm karti hai, haazma (digestion) hota hai aur insaan khaane ke liye bhook ka ehsaas karta hai.
(Aasmani Nasihatein, v2, p166


Related

ahadith 4261521658661468547

Post a Comment

emo-but-icon

Follow Us

Hot in week

Recent

Comments

इधर उधर से

Comment

Recent

Featured Post

नजफ़ ऐ हिन्द जोगीपुरा का मुआज्ज़ा , जियारत और क्या मिलता है वहाँ जानिए |

हर सच्चे मुसलमान की ख्वाहिश हुआ करती है की उसे अल्लाह के नेक बन्दों की जियारत करने का मौक़ा  मिले और इसी को अल्लाह से  मुहब्बत कहा जाता है ...

Admin

item