Namazo ki rakate mukhtalif kyu

Imam Jafar-e-Sadiq (a.s) se kisi ne poocha: Yeh Namazo ki rakate mukhtalif kyu hoti hai? Imam ne farmaya, Bunyadi tour par 2 r...



Imam Jafar-e-Sadiq (a.s) se kisi ne poocha:
Yeh Namazo ki rakate mukhtalif kyu hoti hai?
Imam ne farmaya,
Bunyadi tour par 2 rakate farz thi,
🍃🌹Jab Ali (a.s.) ne Zahoor kiya toh Hazoor Pak (s.a.w.w.) ne shukarane ki 2 rakate Asar mein padhi toh woh Allah ne 4 farz kardi.
🍃🌹Phir Janab-e-Syeda (a.s.) ki aamad par Maghrib ki namaz mein ek rakat shukarane ki ada ki toh woh 3 rakat wajib ho gayi.
🍃🌹Phir Hasnain (a.s.) ki aamad par 2, 2 rakate shukrane ki ada ki toh Isha aur zohar bhi 4,4 rakat ho gayi.
Imam farmate hai ke,
🍃🌹yehi wajah hai ke jab koi Halat-e-safar mein hota hai toh Hum apna Haq us se utha lete hai, lekin maghrib ki namaz 3 rakat hi ada ki jati hai, woh 🌹Haq-e-Zehra (s.a.)🌹 hai jo har hal main ada karna wajib hai.
REF: Ellal-ul-sharah'ay


Related

ahadith 2843839018157482758

Post a Comment

emo-but-icon

Follow Us

Hot in week

Recent

Comments

इधर उधर से

Comment

Recent

Featured Post

नजफ़ ऐ हिन्द जोगीपुरा का मुआज्ज़ा , जियारत और क्या मिलता है वहाँ जानिए |

हर सच्चे मुसलमान की ख्वाहिश हुआ करती है की उसे अल्लाह के नेक बन्दों की जियारत करने का मौक़ा  मिले और इसी को अल्लाह से  मुहब्बत कहा जाता है ...

Admin

item