DASTARKHWAN PAR ZYADA DEYR TAK BAITHHNA MUSTAHAB HAI

Imam Sadiq (as): Jab koi qaum khana khaa rahi ho to Khuda uspar kabhi Azaab naazil nahi karta, kyun ki Allah Ta'ala is se kah...





Imam Sadiq (as):
Jab koi qaum khana khaa rahi ho to Khuda uspar kabhi Azaab naazil nahi karta, kyun ki Allah Ta'ala is se kahi'n Ajall o Akram (glorious and generous) hai ke unhe khane ke liye Rozi de aur phir unko Azaab de jab tak faarigh na ho jaaye.
(Wasaail ush Shia, v16, p323)

 Imam Ali (as)
…Aye Kumail! Jab khana khane baithho to usay tuul do (prolong / zyada deyr tak baithho) taaki tumhare saathi bhi peyt bhar kar kha le. Aye Kumail! Jab khana kha chuko to Allah ki Rozi par uski Hamd o Sanaa karo aur ba-awaaz e buland karo taake doosre bhi uski Hamd karein is tarah tumhara Ajr (sawaab) zyada hoga. Aye Kumail! Apne peyt ko khane se na bharo balke usme paani aur saa'ns lene ki gunjaaish rakho.
(Wasaail ush Shia, v16, p324)


Related

ahadith 381889726661492173

Post a Comment

emo-but-icon

Follow Us

Hot in week

Recent

Comments

इधर उधर से

Comment

Recent

Featured Post

नजफ़ ऐ हिन्द जोगीपुरा का मुआज्ज़ा , जियारत और क्या मिलता है वहाँ जानिए |

हर सच्चे मुसलमान की ख्वाहिश हुआ करती है की उसे अल्लाह के नेक बन्दों की जियारत करने का मौक़ा  मिले और इसी को अल्लाह से  मुहब्बत कहा जाता है ...

Admin

item