जुमा के दिन सफर करना
Imam Baqir (a.s) Jo musafir sawaab ki niyyat se Namaz e Juma padhega to Allah usko 100 Namaz e Juma qaayam karne ka ajr dega. (Ama...

Jo musafir sawaab ki niyyat se Namaz e Juma padhega to Allah usko 100 Namaz e Juma qaayam karne ka ajr dega.
(Amaali - Shaikh Sadooq, p20)
Jume K Din Us Waqt Tak Safar Na Karo, Jab Tak Namaz-e-Juma Adaa Na Kar Lo.
(Masjid p.92)
Jo chal kar Namaz e Jumma ki taraf jayega, Allah uske jism ko Jahannum par haraam qaraar de dega.
(Wasaail ush Shia, vol 5 page 36)
Us Shakhs Ke Liye Khatra Hai Ke Salamat Na Rahe, Jo Roze Juma Namaz e Juma Padhne Se Pehle Safar Kare.
(Masjid p.92)
