Shab e jummah Amaal for Marhumeen
💁 Har shabe jumma: 2⃣rakat namaz padhe, jiski niyat hadiye 👼marhoomin ki kare. 👉phli rakaat me Al Hamd k baad Sure Inna anzalna ...

2⃣rakat namaz padhe, jiski niyat hadiye 👼marhoomin ki kare.
👉phli rakaat me Al Hamd k baad Sure Inna anzalna padhe.
👉dusri rakat me sure Kausar padhe aur
📆pure hafte k marhumin ko baksh de.
🎍Isse unko sawab milega aur wo hamare haq me 🎎 dua karenge jo radd na hogi!!
Shabe Jumma
Recite 10times:
Ya basaytal yadaine
Bil atiyate
Ya sahebal mawahebis saniyate
Sallay alaa maihammadin
Wa aalehi khairil wara
Sajiyaatan wagh fir lana
Ya zeal aula fi hazehil aashiyaat.
Jo koi bhi ye dua Shabe Juma ko 10 baar padhe
Allah(swt) apne malaeka ko jama karta hai aur farmata hai
" Agar maine is dua padhne wale ko aaj nahi baksha to mai oska khuda nahi"

प्रतिक्रियाएँ: |