Hadith on Pregnancy khajoor

1. Rasule Khuda (saww): Jab kisi aurat ke yahaa'n wiladat ho (bachcha paida ho) to usay chahiye ke wo meethhi khajoor (dates) ya...



1. Rasule Khuda (saww):
Jab kisi aurat ke yahaa'n wiladat ho (bachcha paida ho) to usay chahiye ke wo meethhi khajoor (dates) ya chhuaare khaaye kyun ki agar is se behtar koi cheez hoti to Allah Ta'ala H. Isa (as) ki Wiladat ke waqt usay H. Mariyam ko khilata.
(Tibb e Nabi Akram (saww), p15)
2. Imam Ali (as):
Haamela (pregnant) aurat ke liye giza aur dawaa ke taur par KHAJOOR se afzal koi cheez nahi! Allah Ta'ala ne H. Maryam (sa) se farmaya, "Tum Khajoor ke darakht ki tehni ko hilaao, tum par pakey aur taaza khajoor girenge, to tum usko khaao, piyo aur apni aankh thhandi karo" (Surah Maryam, Surah 19, Ayah 25)
(Khisaal, p423)


Related

ahadith 8337755830522346268

Post a Comment

emo-but-icon

Follow Us

Hot in week

Recent

Comments

इधर उधर से

Comment

Recent

Featured Post

नजफ़ ऐ हिन्द जोगीपुरा का मुआज्ज़ा , जियारत और क्या मिलता है वहाँ जानिए |

हर सच्चे मुसलमान की ख्वाहिश हुआ करती है की उसे अल्लाह के नेक बन्दों की जियारत करने का मौक़ा  मिले और इसी को अल्लाह से  मुहब्बत कहा जाता है ...

Admin

item